Namskar! app sabhi ko,
hamara desh 21th sadi main entery kar rha hai.har kam digital hota ja rha hai or agar positive najariye se dekha gaye to sahi bhi hai.abhi hamne keshless ki jimmedari li hai.kam kathin hai lekin hum mil julkar kr lenge.socho agar not nhi chalega to ghar main not ke bore kese jma honge.kha se aata hai not kitna kagaj government barbaad kr rhi hai or kuchh log ise ghr main ikaththa kar ke rakhen hai.agar ye not desh main chalate ye log to desh ki economicy kabhi kamjor nhi pati.isliye sarkar ne kha ki aap apna pesa bank main rakhiye taki sarkar ki nazar main rhe.or government ko tax mile jab government ko tax milega to hamare desh gareebi bida ho jayegi.
chaliye ab aate hain digital locker par:-
hum log apne document ek file main rakhte hain.ek minute ke liye sochhiye ki agr wo file aap kahi bahar ja rhe or gir gyi tab aap ka kya hoga? digital locker hamare india ki digital executive file ki tarah hai jha aap apne saare document ko scan karke save kar sakte hain or esign bhi kar sakte hain.poora kam mail id ki tarah hai .bas diffrent itna hai ki yha aap agar apna document nhi liye hain to bhi aapka kam ho jayega.
if you any question in mind you can me call,e-mail and comment.
! Thanks !
Harendra Kumar Namdev